How to install Kali Linux in android phone root or without root in hindi

Hello dosto mai aachuka hun ek nai post ke saath jiska title aapne padhi liya hoga toh dosto agar ap bhi Kali Linux some android phone mai woh bhi root or without root ke toh ye post aapko bilkul dhyan purbak padhi hoga barna fir baadme mat kehna ki trick work nahi kari.

Kali Linux


Pehle toh hum yeh jaan lete hai ki Kali Linux hai Kya aur yeh kis jaan aata hai.toh dosto Kali Linux ek operating system hai jo hackers hack Karne ke liye istemaal karte hai jisse hackers Kuch bhi hack Kar sakte hai chahe wo wifi ho ya fir koi website ho aur bhi bahut Kuch..


1).Method first for rooted android phones

Dosto rooted android phone mai Kali Linux install karna bahut aasan hai bas aapko play store par jana hai aur search karna hai linux deploy aapko yeh app install karna hai aur install ho jane ke baad aapko open karna hai aur fir aapko right upper side mai 3 dot dikh Rahe honge unpar tap karna hai aur install par click karna hai ab yeh aapse root permission mange ga aapko allow kar deni hai fir yeh thodi see mai apne aapko install ho jaayga.dosto behtar hoga ki aap iski setup video dekh le aapko bas YouTube par search karna hai how to use linux deploy.

App link https://play.google.com/store/apps/details?id=ru.meefik.linuxdeploy

2). For non-rooted android phones.

Toh dosto agar aapka android phone root nahi hai toh aapko Kali Linux apne android phone mai use karne ke liye aapko play store se ek app download karni hogi jo ki laghbhag 200 se 300mb ki hai usme aapko linux ke sabhi features mileage toh dosto mai jo steps barna Raha hoon use dhyan se follow karna.

Step no. 1) Download this app Kali Linux.apk


Step no.2) dosto download ho jane ke baad aapko iss app ko open karna hai aur jiti bhi files yeh download kare aapko download hone dena hai fir download ho jane ke baad yeh aapse screen ka resolution puchega aapko apne device ke Nissan choose karna hoga.

Step no.3) ab aapko fonts ka size select karna hoga dosto aapko jo size theek lage sirf bahi choose karna.

Step no.4) dosto ap bas aapko this wait karna hai yeh app Kali Linux n ko setup kar raha hoga fir thodi der baad yeh automatically open ho jaayga.

Hope you enjoy it.

Thanks for visiting our website.


How to install Kali Linux in android phone root or without root in hindi

Hello dosto mai aachuka hun ek nai post ke saath jiska title aapne padhi liya hoga toh dosto agar ap bhi Kali Linux some android phone mai ...